Thursday, July 5, 2012

Shayari

Koi aisa na mila jispar duniya luta dete,
har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete.

Apne dil ka dard dil mein hee dabaye rakha,

karte bayaan toh puri mehfil ko rula deta ..............:-(



Aansuon ko bahut samjhaya ki tanhayi mein aaya karo,
mehfil mein aaake humara mazaak na udaaya karo;
is par aansun tadap kar bole,
itne logon mein aapko tanha paate hain isliye chale aate hain... 



No comments:

Post a Comment